Vishwas Ban ke Log Zindagi Me Aate HaiVishwas ban ke log zindagi me aate haiKhwab ban ke aankho me samaa jaate haiPehle yakeen dilate hai ki wo hamare haiFir na jaane kyu badal jaate hai
Farz tha jo mera nibha diya maineFarz tha jo mera nibha diya maineUsne jo manga vo sab diya maineWo sunke gairon ki baten bewafa ho gayaSamajh k khwab usko akhir bhula diya maine
Teri mohbat ki inteha dekhi ki lahu ke har zarre mein tu daudta haiTeri mohbat ki inteha dekhi ki lahu ke har zarre mein tu daudta haiAur teri bewafai ki inteha bhi dekhi ki khwabo mein bhi tanha chodta ha
Palko ke kinare humne bhigoye hi nahiPalko ke kinare humne bhigoye hi nahiWoh sochte hai hum roye hi nahiWoh puchte hai khwabon me kise dekhte hoHum hai ki ek umr se soye hi nahi
Apne khwabo ki tabir ki khatir Meri chhota sa sansar kyon ujar dala Yad kar wo dinApne khwabo ki tabir ki khatiMeri chhota sa sansar kyon ujar dalYad kar wo din ek isara par mainBhari mahfil main tujhe apni dulhan bana dalPar thodi si gurbat ko dekh kar tum nMujhe beijjat aur badnam kar dalMaine hamesha tujhe pyar kiya haPar tune khun ke aansu rula dalTumhe rutha hua mahboob samjha tha maiPar tune mujh se bewafai kar dala
Zindgi jine ko yaha ek khwab milta haiZindgi jine ko yaha ek khwab milta haiYaha har sawaal ka jhhuta jawab milta haiKise apna samjhe kise parayaYaha har chehre pe ek naqaab milta hai